KOSHISHEIN
Koshishein ki hazaaron
tu na mila
minnatein ki hazaaron
tu na mila
Koshishein ki hazaaron
tu na mila
minnatein ki hazaaron
tu na mila
Ki hain mainey koshishein
nakamiyabiyan hain mili
girta rahun mein har dafa
bas umeed hai tu hi jeene ki
Kya janun mein yeh zindagi kya hai
bas mera dil mere zubaan hai
raahein mere mein kaisey janun
tu hi bata yeh kyun hua hai
Sapne bune hazaaron
dil yeh toota
roya yeh jo dil mera tab
rab yeh rootha
Girti hain gham ki baarshein
barbaadiyan kyun hain mili
socha nahi karun mein kya
mere raza toh hai yehi
tujhey paane ki.
youtube : https://youtu.be/RwW-UbYsnXw
No comments:
Post a Comment